Monday, September 29, 2008

Tumhari Zindagi Mein Main Kahan Per Hoon ?

" Tumhari Zindagi Mein Main Kahan Per Hoon ?

"Tumhari Zindagi Mein Main Kahan Per Hoon ?
Hawa-e-Subah mein
Ya sham k pehlay sitaray mein
gijakati bondabari mein
k bay had taaz barish mein
ro pehloo chandani mein
ya k phir tapti doopehroon mein
bohat gehray khiyaloon mein
k bay had sar sari duuhn mein
Tumhari Zindagi Mein Main Kahan Per Hoon ?
Hajoom-e-kar say ghabra k
sahil k kinaray per
kisi week end ka wakfa
k Cigarette k tasalsul mein
tumhari ungaliyun k beech
koi bay eraada rayshameen fursaat
k jaam-e-surakh say yak sir taahi
aur phir say bar janay ka kush adaab lamha
k aik khawab-e-muhabaat tootanay
aur doosara aaghaaz honay
k kahain ma bain aik bay naam lamhay ki faraghat
Tumhari Zindagi Mein Main Kahan Per Hoon ?